Wada Raha Lyrics
vaadaa raha...
vaadaa raha pyaar se pyaar ka
ab hum naa honge juda
vaadaa raha pyaar se pyaar ka
ab hum naa honge juda
ye meri dhadakanen sun raha hai khuda
chaahe tumhein kis qadar mera dil
tumko nahin hai pata
ye meri dhadakanen sun raha hai khuda
vaadaa raha...
donon jahaan ko bhuulaa hoon main
aisee lagee hai tujhse lagan
chaahe kaho ise aawaargi
chaahe kaho ise divaanaapan
dil ne kahaa dil ne sunaa
maine tumhein dilbar chunaa
ab dooriyaan naa rahee darmiyaan
kya rang laae vafaa
ye meri dhadakanen sun raha hai khuda
vaadaa raha pyaar se pyaar ka
ab hum naa honge juda
ye meri dhadakanen sun raha hai khuda
dekha tumhein to aisa lagaa
mujko milaa manzil ka pata
chalanaa hai hamko ab saath mein
tumse judaa mera raastaa
maine to lee hai ye qasam
paaoon tumhein janmon-janam
sajde kiye maine shaam-o-sahar
maanga hai tumko sada
ye meri dhadakanen sun raha hai khuda
haan vaadaa raha pyaar se pyaar ka
ab hum naa honge juda
ye meri dhadakanen sun raha hai khuda
vaada rahaa ye vaada rahaa
pyaar se pyaar ka, pyaar se pyaar ka
vaadaa raha, ye vaadaa raha (pyaar se pyaar ka)
vaadaa raha, ye vaadaa raha (pyaar se pyaar ka)
vaada rahaa ye vaada rahaa
Writer(s): Sameer<br>Lyrics powered by www.musixmatch.com
More from Khakee
Loading
You Might Like
Loading
4m 41s · Hindi